World health organization (WHO) ke mutabik coronavirus se sankramit hone par. 88% ko bukhaar, 68% ko khaasi aur cough, 38% ko weakness. And 18% ko sans lene me dikkat, 14% ko Body and sar me dard. 11% ko thand Lagna and 4% ko diarrhoea ke lakshan dikhate hai.

Clean Your Hands Regularly
Apne haatho ko kisi bhi soap se rozaana din me kai baar 20second ke liye dhoye. And alchohal based sanitaizer ka istemaal kare taaki aap apne haatho se germs ko khatam kar sake. So that coronavirus ke chances

Use Home Made Masks
Ghar se baahar nikalte samaye chehre ko ghar me bane kisi bhi face mask se cover kare. And mask utaarne ke baad polythin me daal ke dustbin me fek de.

Disinfection
Apne aas paas safai rakhe aur baar-baar chhui jaane waali chizo ko kisi bhi. Disinfectant se daily acche se saaf karee.

Dont’ Waste Food
Khana kabhi bhi barbaad naa kare. Khaane ke hisaab se hi banaye. And agar bach jaaye to use kisi bhi gareeb ya aas pass kisi bhi bhukhe jeev jantu ko khila de. Jitna hosake utne logo ki help kare aapki ek help unka jeevan badal degi.

Do Regular Excercise And Yoga
Apne aap ko physically active rakhe aur meditation, yoga zarur kare. Fruits, green vegetables,Ghar me bana kaadha. And giloy ka Sevan kar ke Apni rog pratirog chhamta badhaaye aur khud ko positive rakhe.

Follow Social Distancing
Social distancing ka paalan kare, kam se kam 3feet ki duri rakhe logo se milne ke dauraan. Jitne dur utne shurakshit.

Avoid Touching
Apni aankh,muh,naak ko chhune se bachee. Because inke maadhyum se virus aapke andar jaa sakta hai aur apko bimar karskta hai.

Take Care Of Elders
Apne badee buzurg ka dhayan rakkhe. Jinko diabetes, hypertension,Asthama hai unka khaas khayal rakkhe.Apne aap ko kisi bhi maadhayam se update rakkhe.

Also Read: Latest Stories from on Entertainment, Lifestyle and Currently In Trend
Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe. And Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin
[starbox id=reema]
2 thoughts on “Coronavirus: Kaise Bache And Kya Kare ?”